Thursday, January 1, 2015

New Year brings new hope


Photo Courtesy: Ravi Kiran Bangaru 
New Year brings new hope, new energy and a perfect excuse to start over again what you left last time. This excuse is however is not bad. It is a reason. It is a meaning. New start has a new meaning.

If you cannot make a resolution, it is okay. Let us not bother about the longevity of our commitment towards our resolution. Let us just feel the joy of newness in the aura. At the same time, let us clean our lenses to focus more and clean our senses to receive more.  

As beautifully written by the celebrated Hindi Poet Late Mr. Harivansh Rai Bachchan the Charm of starting the things again in his poem “Need Ka Nirmaan Fir Fir”.


Need Ka Nirman Phir Phir, Neh Ka Ahvan Phir Phir
Yah Uthee Aandhi Ki Nabh Mein, Chha Gaya Sahasa Andhera
Dhooli Dhoosar Badalon Ne, Bhoomi Ko Is Bhaanti Ghera
Raat Sa Din Ho Gaya, Phir Raat Aayee Aur Kali
Lag Raha Tha Ab Na Hoga, Is Nisha Ka Phir Savera
Raat Ke Utpaat Bhay Se, Bheet Jan Jan Bheet Kan Kan
Kintu Prachi Se Usha Ki, Mohini Muskaan Phir Phir,
Need ka nirman phir phir, Neh ka avhaan phir phir!

Kruddha nabh ke vajradanton mein, Usha hai muskaraati,
Ghor garjanmay gagan ke kanth mein, Khag pankti gaati
Ek chidiya chonch mein, Tinka liye jo jaa rahi hai
Vah sahaj mein hi pavan unchaas ko, Neecha dikha rahi hai.
Nash ke dukh se kabhi, Dabta nahin nirmaan ka sukh
Pralay ki nistabdhata mein, Srushti ka navgaan phir phir.

Need ka nirmaan phir phir, Neh ka aavhaan phir phir.



No comments:

Post a Comment